Namskaar mitro aaj hum jaanege ki game kaise banaye jate haina or hum aasani se game kaise bna sakte hai?
Hum aapko game kaise banate hai or game banane ka software btayenge or saath hi saath aapko game bnane ka pura tarika bhi samjaayenge.
Android Device
Android Mobile Ka Game Kaise Bnaye, Android mobile phone ke liye game kaise bnaye ya Android mobile phone ke liye game bnane ka tarika, android mobile se game bnaye.
Step 1. Sabse pahle to aap niche diye AppGeyser ke button par click kare.
Step 2. Ab aapke saamne ek window open hogi jesa ki niche photo me diya gya hai, aapko ab "Create App" par click karna hain.
Step 3. Ab aapke samne ek new open hogi isme aapko search bar me game type karna hai or fir niche diye gye "SEE ALL" par click karna hain.
Step 4. "SEE ALL" par click karne ke bad aapke saamne kai saare game ke template aajyenge ab hum example ke liye inme diye gye "Flappy" game template par click karenge.
Step 5. Iske baad aapke samne "CRATE FLAPPY APP" ke naam se ek window khulegi jisme aapko niche diye gye "NEXT" button par click karna hain.
Step 6. Ab aapke samne aapke game ko customize karne ke liye option aayenge yha par aap apne game ki level, background ke saath - saath player ke animation ko change kar sakte he ab next step ke liye "NEXT" button par click kare.
Step 9. Ab aapke samne "ICON" bar khulega agar aap default icon chahte hai to "NEXT" par click kare agar apne game ka icon dalna chahte hai "Custom icon" par click karke apna icon upload karle ab "NEXT" button par click karene se pahle aap agar apne mobile phone ke liye bnaye gye game ko test yaani ki publish karne se pahle chek karna chahte hai to right side me diye gye mobile device par click kare.
Step 10. Agar aapka account already hai to Sign In karle agar new account bnana chahte hai to Register par click karke Sign IN karle.
Step 11. Ab apne phone number or name ko fill karke "SUBMIT!" par click karde.
Step 12. Apne android mobile phone app yaani ki game ko download karne ke liye "DOWNLOAD APK" par click kare.
Step 13. Agar aap apne game ko publish karna chahte he to "Publish" par click kare nahi to download par click kare.
jese aapne game banaya thik usi parkar se aap apne android mobile phone ke liye koi bhi app yani ki application bna sakte ho.
Computer Device
Abhi tak humne sikha ki android mobile phone ke liye bina coding ke game kaise bnaye, ab hum jaanege ki hum Computer ke liye game kaise bnaye, Game bnane ka software free download or easily Computer or Laptop ke liye game kaise bnaye .
Step 1. Sabse pahle to aap niche diye gye "Unity" ke button par click kar ke is game bnane wale software ko free download kar le.
Is software ka name Unity hai is software ki madad se aap kai platform ke liye game bna skate hain jaise ki -

Step 7. Ab yha diye gye "APP NAME" colon me apne game ka name dale or "Next" button par click kare.
Step 8. Ab "DESCRIPTION" bar me apne game ka description fill karke "NEXT" button par click kare
Step 9. Ab aapke samne "ICON" bar khulega agar aap default icon chahte hai to "NEXT" par click kare agar apne game ka icon dalna chahte hai "Custom icon" par click karke apna icon upload karle ab "NEXT" button par click karene se pahle aap agar apne mobile phone ke liye bnaye gye game ko test yaani ki publish karne se pahle chek karna chahte hai to right side me diye gye mobile device par click kare.
Step 10. Agar aapka account already hai to Sign In karle agar new account bnana chahte hai to Register par click karke Sign IN karle.
Step 11. Ab apne phone number or name ko fill karke "SUBMIT!" par click karde.
Step 12. Apne android mobile phone app yaani ki game ko download karne ke liye "DOWNLOAD APK" par click kare.
Step 13. Agar aap apne game ko publish karna chahte he to "Publish" par click kare nahi to download par click kare.
jese aapne game banaya thik usi parkar se aap apne android mobile phone ke liye koi bhi app yani ki application bna sakte ho.
Computer Device
Abhi tak humne sikha ki android mobile phone ke liye bina coding ke game kaise bnaye, ab hum jaanege ki hum Computer ke liye game kaise bnaye, Game bnane ka software free download or easily Computer or Laptop ke liye game kaise bnaye .
Step 1. Sabse pahle to aap niche diye gye "Unity" ke button par click kar ke is game bnane wale software ko free download kar le.
Is software ka name Unity hai is software ki madad se aap kai platform ke liye game bna skate hain jaise ki -
- I phone mobile ke liye game bnaye, yaani ki IOS ke liye game bnaye.
- Android Mobile ke liye game bnaye.
- PS 2, PS 4, PS 3, yaani ki PlayStation ke liye game bnaye.
- Xbox ke liye game bnaye.
Agar aap ko is post se releted koi bhi problem hai to hume niche comment karke btaye taki hum aapki saayta kar sake.